Famous Dialogues from Movie – Betaaj Badshah (1994)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Betaaj Badshah released in year 1994

Auron ki zameen khodoge, toh usme se matti aur patthar milenge … aur hamari zameen khodoge, toh usme se hamare dushmano ke sar milenge

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Action
——-

Jab hum muskurate hai … toh dushmano ke dil dahil jaate hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Comedy
——-

Hum apne kadmo ki aahat se hawa ka rukh badal dete hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jab do sher aamne saamne khade hoon … toh bhediye unke aas paas nahin rehte

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Hamari sultanat ki sadak … insaaniyat ki dehleez se shuru hokar, reham aur imaandari ke ilaake se guzarti hui … dil ke darwaaze par khatam hoti hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Royal, Truth & Honesty
——-

Aurron ki zameen sirf zameen hai … aur hamari zameen ek gardish

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aaj kal ka ishq janamo ka rog nahi hai … waqti nasha hai shaam ko hota hai, subah utar jaata hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Jung mein pyar nahi hota … lekin pyar mein jung hua karti hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in War & Battle, Romance
——-

Jis tarah bewafaa mehmoob kabhi ek dil mein nahi reh sakte … us hi tarah choohe kabhi ek bil mein nahi reh sakte

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Hum woh pandit hain … joh shaadi bhi karate hain, aur shraadh bhi

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Death
——-

Aapne hamare haath mein taash kya de di … yeh samajhiye baazi de di

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Gambling
——-

Hum uss mukaam par hai … jahan tumhare sarr se zyada oonchai par … hamare paon rehte hai

by Mamta Kulkarni
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bade se bade zaalimon ke zulm se bada hota hai … ek gareeb ka inteqam

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Action
——-

Tumne hamare badan pe kharashein lagayi … hum tumhare badan pe anginat zakhm banayenge

by Mamta Kulkarni
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Pyar se gale lag ja toh rani bana doonga … nahi toh pani pani kar doonga

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Lamho ka bhanwar cheer ke insaan bana hoon … ehsaas hoon main waqt ke seene mein ghada hoon

by Ajit Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Time
——-

Gadhaa kitna bhi imported sabun lagaye … woh ghoda nahi ban jaata

by Rana Jung Bahadur
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Tarikh is baat ki gawahi deti hai ke baghavat ki kahaniya … kabhi gulab jal se nahi likhi gayi … yeh hamesha garam khoon se likhi gayi hai

by Ajit Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Dekh sakta hai bhala kaun yeh pyare aasoon … meri aankhon mein nah aa jaaye tumhare aasoon

by Ajit Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Sadness, Drama
——-

Majboori mein daya ki bheekh maangi jaati hai … koi shart nahi rakhi jaati

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Woh us chaand ki tarah hai jismein gareebi ka daag toh hai magar … bahut sari khoobiyon ki chamak bhi hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jab hum dushmano ka khayal karte hue apne paon neeche rakhte hai … toh hamare dushman maut ka tasavur karte hue zameen se upar uthne lagte hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Death, Drama
——-

Jab hum kash lagate hai … toh hamare dushman gash khakar gir jaate hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Enemy, Comedy
——-

Aulad ke aasoon baap ke dil pe tezaab ke boond ki tarah girte hai … aur usse challi kar dete hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Hamari yaadash achchi bhi hai aur tezz bhi hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Ya toh tum neeche aa jao yah phir hum upar aate hai … ya thoda neeche tum aao aur thoda upar hum aaye

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Bhadki hui aag ko bhujane ke liye joh phoonk marne ki koshish karta hai … uska chehra jal jaata hai

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Khatmalo ko maar maar kar khoon jaama karne se … blood bank nahin ban jaata

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jinke badan kagaz ke hote hai woh agni devta ki puja nahi karte

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama, Religion & God
——-

Kuch saanp itne zehreelay hote hai … ki agar woh kaat le toh palak jhapakte hi zindagi kat jaati hai … woh karvat badalne ka mauka tak nahi dete

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Life, Drama
——-

Aap aag ke paas rehkar shaant nahi hai … aur hum dil mein aag rakhkar bhi shaant hai

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Prithviraj woh tairakh hai joh nadi naale nahi … sailaabi dariya leharon se khelta hua paar kar jaata hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Woh chahe hazaaro ghadiyaan khareed le … magar unmein woh sirf waqt ko dekh sakte hai … waqt ko ghulam nahi bana sakte

categorised in World & Universe
and also in Time, Drama
——-

Sher ki dumm bankar jeene se achcha hai … kutte ka mooh bankar jeena

categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Doosre ka khota sikka bhi agar kichad mein gira ho toh usse uthakar apni jeb mein rakha ja sakta hai … lekin apna khara sikka jaan moochkar kichad mein nahi phenka ja sakta

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aag aur barood se doosre toh darr sakte hai … lekin mohabbat nahi darrti

categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Hum apni zubaan mein faulaad rakhte hai … joh halaat ki garmi se na toh phigalti hai aur na hi lachakti hai

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Girre hue aasunyon ke katre … vapas nahi uthaye ja sakte

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama, Sadness
——-

Nadi shokh, chanchal aur khoobsurat hoti hai … lekin badnaseeb insaan ki gandagi is mein behti rehti hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aaj ka daur mazdooron ka daur hai … aur aaj ka mazdoor apne paon ki thokaron se bade bade badshahon ki taqdeer likhta bhi hai … aur mitata bhi hai

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama, Luck & Destiny
——-

Khoon ke rishtey kabhi saboot ke ghulam nahi hua karte

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mohabbat janwar ko bhi insaan bana deti hai … lekin kuch insaan aaise hote hai jinhe mohabbat bhi insaan nahi bana sakti … woh zindagi bhar janwar bankar reh jaate hai

categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Romance, Drama
——-

Joh tumhari baat nahi manega … woh upar se nau inch chota kar diya jayega … yaane ki sar dhar se alag

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Khandaan, maan maryada, shaan-o-shaukat, rutba aur vakaar … sadiyo ki mehnat aur mushakat ke pasine aur zindagi ki kash-ma-kash ke baad banta hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Family, Life
——-

Main toh tumhe apni rani bana loonga … agar tumne meri baat nahi maani toh zabardasti gale lagake tumhe pani pani kar doonga

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Hum jab saamne waale ko paani pila dete hain … tab paani peete hain

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks

In case there are some dialogues missed from the movie Betaaj Badshah (genre: ) from 1994, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *