Famous Dialogues from Movie – Aa Gale Lag Jaa (1994)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aa Gale Lag Jaa released in year 1994

Phatte hue kapde toh sille jaate hai … lekin gayi hui izzat vapas nahi aati hai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes
——-

Aurat ki izzat heere ke haar se zyada keemti hoti hai

by Reema Lagoo
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Woh bhookhi pyasi nahi hai, uska pet bhar gaya hai … mohabbat ki hawa khake, ishq ka sharbat peke

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Romance, Food & Drinks, Comedy
——-

Baat jab sadak tak pahunch jaati hai … toh ghar ke andhar jhankne ki zaroorat nahi padti

by Roopesh Kumar
categorised in World & Universe
and also in House, Drama
——-

Mujhe maut se na daraiye … main sar par kafan bandh kar hi yahan aaya hoon

by Jugal Hansraj
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Woh jeb toh maine kabhi silvahi hi nahi … jis mein daulat ke alava aur bhi kuch rakha jaye

by Roopesh Kumar
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Money
——-

Tumhare Jagatpal uncle ne zindagi ka bhoj kam aur laashon ka bhoj zyada uthaya hai

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Lagata hai tumhari aankhon mein soovar ka baal hai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Khanna koi ganna nahi jisse choos kar koi bhi uska juice pee jaye

by Roopesh Kumar
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Umar ka rog jism ko lagta hai jigar ko nahi

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

License bandook ka nahi … bandook chalane waale ki himmat ka hona chahiye

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Courage, Action
——-

Saale tune bhi dushmani ki laash par khoob dosti ka kafan pehnaya hai

by Ranjeet
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Friendship
——-

Duniya mein abhi tak kisi government ne aaise note nahi banaye … joh ek baap se uske bete ko khareed le

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Government, Parents, Money
——-

Jinke haath khud khoon se range ho … woh doosron par ungli nahi uthate

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Aa Gale Lag Jaa (genre: Romance) from 1994, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *