Famous Dialogues from Movie – Hum Hain Kamaal Ke (1993)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Hum Hain Kamaal Ke released in year 1993

Agar upar waale ne maut likhi hai toh zindagi kuch nahi kar sakti … aur agar zindagi likhi hai toh maut kuch nahi kar sakti

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Death, Life, Religion & God
——-

Is umar mein aaisa hi hota hai … dil atak jaata hai, mamla khatak jaata hai aur neeyat phisal jaata hai

by Sheeba
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Romance
——-

Nishana meri pistol ka hi nahi … meri dimaag ki soch ka bhi bahut pakka hai

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Drama, Action
——-

Musibaton ka saamna himmat se karna chahiye … aasunyon se nahi

by Sheeba
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Courage
——-

Bhagwan jiske chehre pe aankhen nahi deta … uske dil mein aankhen de deta hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mera naam hai Ghorpade … aur mere samne achche achche ghidpade

by Sadashiv Amrapurkar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Agar mujhe woh heere nahi mile … toh main tum dono ko zameen mein aadha zinda ghaadkar … aadha hissa bomb se uda doonga

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Wafaadari par note ke dher lagata hoon … toh gaddari pe gaddaron ke seene par maut ke medal bhi laga deta hoon

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating, Money

In case there are some dialogues missed from the movie Hum Hain Kamaal Ke (genre: Action, Comedy, Crime, Drama) from 1993, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *