Famous Dialogues from Movie – Hasti (1993)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Hasti released in year 1993

Har crorepati apni zindagi ek rupai se shuru karta hai … aur har bikhari bhi

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Money, Life
——-

Aadmi janam se juari hota hai … taqdeer ki baat hai ki kuch log jua mein sab kuch haar jaate hai aur kuch log crorepati ban jaate hai

by Sadashiv Amrapurkar
categorised in World & Universe
and also in Gambling, Luck & Destiny, Money
——-

Ek maa ke dil se nikli hui dua … uske bete ko zameen se aasman ki bulandi tak pahuncha sakti hai … aur ussi maa ke dil se nikli hui baddua … tere in mahalon ko jalakar raakh bhi kar sakti hai

by Aruna Irani
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Do kisam ke log zaroorat se zyada imaandari ka dhol peetate hai … ek woh joh imaandar hote hai aur doosre woh joh puri tarah se baimaan hote hai

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating
——-

Aksar business mein pehli galati aakhri galati ban jaati hai

categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Rehmat-e-khuda ki jis par ho barasti … uski kya mitta sakega koi hasti

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Religion & God

In case there are some dialogues missed from the movie Hasti (genre: Action) from 1993, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *