Famous Dialogues from Movie – Dhartiputra (1993)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dhartiputra released in year 1993

Ghar ka doodh chahe jitna shudh ho … baazar ki chai peene ka kuch mazaa hi aur hota hai

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, House
——-

Agar tum mere aur meri duty ke beech aaye … toh main tumhare aur tumhari saanson ke beech aa jaonga

by Mammootty
categorised in World & Universe
and also in Drama, Job & Career
——-

Oonchai par rehne waale ko har waqt sar jhukakar baat karni padti hai … aur neeche waale hamesha sar uthakar baat karte hai

by Mammootty
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Duniya mein sab kuch mil jaye, sab kuch … lekin maa nahi mili, toh samjho kuch nahi mila

by Mammootty
categorised in World & Universe
and also in Parents
——-

Joh log aag aur tezaab se bhi nahi jalte … woh kabhi kabhi aasoonyon se jal jaate hai

by Mammootty
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kal jab suraj doobega toh sirf aasman hi nahi … hamare dushmano ke khoon se dharti bhi laal ho jayegi

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Action
——-

Marna toh ek din sabko hai, lekin mujhe uski maut … maut se pehle chahiye

categorised in World & Universe
and also in Death
——-

Poore tirange ki toh baat hi chhodo … iske ek ek dhage par jaan lutane waale kal bhi lakhon the aur aaj bhi lakhon hai … Jai Hind!

by Shahbaz Khan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Life
——-

Main bhi azaadi ke pehle waali aurat nahi hoon … joh chehre ki aarti utara karti thi … main toh un mein se hoon joh badan se chehra utaar leti hoon

by Farha Naaz
categorised in World & Universe
and also in Women, Rowdyism
——-

Main tumhe ek saath kahi mautein doonga

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Auraton ke taanon se toh barf se bhi sholay uthne lagte hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Women
——-

Zalim aakhir bahut kangaal hote hai … woh maut ke alava aur kuch nahi de sakte

by Jaya Prada
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Aadmi chahe jitna bhi teda ho … arthi sabki seedhi hi nikalti hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Reghistan chahe kitna hi bada ho … usse zyada vazan us mutthi bhar mitti ka hota hai … jisne kisi paudhe ko janam diya ho

by Jaya Prada
categorised in World & Universe
and also in Drama, Flowers & Trees
——-

Joh awaaz bhooke pet se nikalti hai … woh door door tak jaati hai

by Farha Naaz
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Oonchai se pani ki dhar bhi gire … toh pathar mein suraakh ho jaata hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Duniya mein hajaam aur doctor hi aaise hote hai … jinke haathon mein ustra hone ke bawajood bhi … haskar log unke samne gardan jhuka dete hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Mere suhaag mein bhale hi khot tha … lekin mere sindoor mein koi milavat nahi thi

categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Drama
——-

Mohabbat husn nahi dekhta aur inteqam umar nahi dekhta

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Revenge
——-

Ek vidhva stree us maumbatti ki tarah hoti hai jis mein dhaga nahi hota … aur aaisi maumbatti aag se pighal toh sakti hai lekin jal nahi sakti

by Jaya Prada
categorised in World & Universe
and also in Drama, Women

In case there are some dialogues missed from the movie Dhartiputra (genre: ) from 1993, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *