Famous Dialogues from Movie – Zulm Ki Hukumat (1992)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Zulm Ki Hukumat released in year 1992

Kabhi kabhi kahin ruk jana hi achcha hota hai … varna manzil peeche reh jaati hai aur insaan aage nikal jaata hai

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hamara yeh pesha shatranj ki bisat se kam nahi … chote se chote mohre ko maarne ke liye hum mein dekhna padta hai … ki uska vazir kaun hai, badshah kaun hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Business
——-

Main us haramzade ko aaisi bhayanak maut doonga … ki kaali duniya ka har mujrim gaddari ke naam se kaanp uthega

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Death, Thief & Criminal, Action
——-

Gussa insaan ka sabse bada dushman hai … jisse gusse par kabu nahi, woh kisi cheez par kabu nahi rakh sakta … gussa insaan ki akal ko kha jaata hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Enemy
——-

Prem ki sabse badi kushalta yeh hai … ki is mein lene waala bhi kuch deta hai aur dene waala bhi kuch paata hai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Romance
——-

Aaj main apni hukumat ki adaalat ka gawah bankar, vakil bankar, judge bankar … tum jaise khoon ka sauda karne waale saudagar ko sazaa deta hoon … sazaaye maut

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Action, Death

In case there are some dialogues missed from the movie Zulm Ki Hukumat (genre: Action) from 1992, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *