Famous Dialogues from Movie – Yalgaar (1992)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Yalgaar released in year 1992

Agar tumhari maut mera sivah kisi aur ke haath hui … toh mujhe behad afsoos hoga

by Feroz Khan
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Death
——-

Syahi sasti hai, khoon mehenga hai … ek mamuli si tankha par apni syahi baha dena koi mushkil kaam nahi … lekin ek mamuli si tankha par apna khoon baha dena sirf dilari hi nahi … deewangi hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Job & Career
——-

Sirf paise ke liye jaan ka sauda toh chor, daku, smuggler aur badmash bhi karte hai … lekin ek jhande ke liye jaan ka sauda sirf ek sipahi karta hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Money, Patriotism
——-

Meri raftaar meri zindagi hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Hamare liye ek murda police officer, ek zinda police officer se zyada kaam ka hota hai

by Vishwajeet Pradhan
categorised in World & Universe
and also in Police
——-

Doosre janam mein yakeen ho … toh maut ka khauf kam ho jaata hai

by Vishwajeet Pradhan
categorised in World & Universe
and also in Death
——-

Ek baar marna hamesha aasaan hota hai … lekin woh kambakht cheez jisse zindagi kehte hai … uske liye kadam kadam pe marna padta hai

by Feroz Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Death
——-

Jis bhagwan ko tu maanta hai … uske saamne aaj aakhri baar apne haath uthakar dua maangle … kyun ki aaj ke baad tere haath kabhi nahin uthenge

by Feroz Khan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Action
——-

Hum jaise log maut ke saath shatranj ka khel khelte hain … kabhi baazi uski, kabhi baazi hamari

categorised in World & Universe
and also in Death, Sports & Games, Victory & Success
——-

Main janta hoon ki tumhare haath bahut lambe hai, bahut upar tak jaate hai … lekin khaki ke samne khadi ki taqat dikhane ki koshish mat karo … kyun ki main yeh khaki utarkar khadi pehan sakta hoon … lekin tumhare neta khadi utarkar khaki nahi pehen sakte

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Police, Politics, Clothes & Shoes

In case there are some dialogues missed from the movie Yalgaar (genre: Drama, Action) from 1992, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *