Famous Dialogues from Movie – Vishwatma (1992)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Vishwatma released in year 1992

Ajgar kisse, kab aur kahan nighal jaata hai … yeh toh marne waale ko bhi pata nahin chalta

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Meri shaadi ho chuki hai, magar maut se

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Death, Marriage & Wedding
——-

Arre yeh lo … aa gaye kalyug ke kanhaiya

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Tumhare aur maut ke beech … meri pistol se nikli sirf ek goli ka faasla reh gaya hai

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Action, Death
——-

Main sarkari afsar hoon … farz mera dharm hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Government, Job & Career
——-

Jab bhi hum koi khel khelte hai … toh saare mohron ko apni ungliyon par nachate hai

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Drama, Sports & Games
——-

Aaj hoga mere aakhri dushman ka khaatma … aur phir kehlaunga main is duniya ka vishwatma

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Action, Enemy, Shayari
——-

Ajgar apne shikaar ko das kar nahi maarta … balki usse apne lapet mein jakadkar uski haddiyon ke tukde tukde kar deta hai … aur uski saanson ka gubaar nikal deta hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Thappad tumhare mooh par pada hai … aur nishaan mere gaal par chhape hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ek kaayar bete ka pita kehlane se kahi behtar hai … ki ek bahadur shaheed ka baap kehlaon

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in Drama, Parents
——-

Vishwa mein unhi atmaon ko puja jaata hai … joh shanti ke marg par chalte hai

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Inspiration

In case there are some dialogues missed from the movie Vishwatma (genre: Crime, Action) from 1992, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *