Famous Dialogues from Movie – Tahalka (1992)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Tahalka released in year 1992

Maana ki kismat ne hara diya hai dost, par itne toh gunehgar nahi hum … mare ek sipahi ki maut, kya iske bhi haqdar nahi hum

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Death, Luck & Destiny
——-

Apne matlab ke vaaste humne aasmano se kuch nahi maanga … humne gulshan ki khair maangi hai koi takht-o-taj nahi maanga

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Jisne dil pe zakhm khaye ho, woh is zakhm se kya gabrayega … peeye ho jisne khoon ke aasoon, kya woh is khoon se mar jayega

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Inspiration
——-

Badalne waali hum cheez nahi … arre hum mard hai, koi kameez nahi

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Men, Clothes & Shoes
——-

Dong kabhi wrong nahi hota!

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Jab jab koi Dong jaisa kamina apne napaak irradon ke liye … aatankwad ki talwar lekar Hindustan mein tahalka machayega … toh Hindustani sipahi bhi uske mulk mein jakar … uske tahalke ka jawab ussi tahalke se denge

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Bechkar imaan kamai daulat toh insaan kya … namak khaya jis watan ka, ussi ka na hua toh Musalman kya

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Patriotism, Religion & God

In case there are some dialogues missed from the movie Tahalka (genre: Action) from 1992, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *