Famous Dialogues from Movie – Prem Deewane (1992)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Prem Deewane released in year 1992

Amir aadmi kabhi kabhi itna gareeb hota hai … ki uske paas paise ke sivah aur kuch nahi hota hai

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Main samajhti thi ki shaadi do insaano mein hoti hai … lekin tumhare pitaji se pata chala ki shaadi ek insaan ki doosre insaan ke saath nahi … ek bank balance ki doosre bank balance ke saath, ek haisiyat ki doosre haisiyat ke saath, ek rutbe ki doosre rutbe ke saath hoti hai

by Madhuri Dixit
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Money
——-

Ladki jab ek baar suhag ka joda pehenle aur uski shaadi na ho … toh wohi joda uske liye kafan ban jaata hai

by Manohar Singh
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Marriage & Wedding, Women
——-

Main woh keeda hoon joh ek baar jism se lag jaye … toh poora khoon choosne ke baad hi chhodta hai

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Rowdyism
——-

Dard ka ehsaas jinhe hota hai ro sakte hai … gair ke ashq bhi daaman ko bhigo sakte hai … neend aati nahi phoolon pe akalmandon ko … prem deewane toh kaanton pe bhi soo sakte hai

categorised in World & Universe
and also in Poem, Flowers & Trees

In case there are some dialogues missed from the movie Prem Deewane (genre: Romance) from 1992, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *