Famous Dialogues from Movie – Khuda Gawah (1992)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Khuda Gawah released in year 1992

Itna mat sooch … sooch gehri ho jaaye … toh faisle kamzor ho jaate hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jahil ki baaton ka jawaab … khamoshi hota hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Chaudwee ka chaand ho ya aaftab ho … joh bhi ho tum khuda ki kasam lajawab ho

by Nagarjuna Akkineni
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, World & Universe
——-

Cheel ki chaunch mein angoor, khuda ki kudrat … pehlu-e-hoor mein langoor, khuda ki kudrat

by Sridevi
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Food & Drinks, Comedy
——-

Pyar ka teer waqt ka mohtaj nahi hota

by Shilpa Shirodkar
categorised in World & Universe
and also in Romance, Time, Drama
——-

Mere haath lohe ki zanjeer se nahi … dosti ke dhaage se banda hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Drama
——-

Faanoos banke jiski hifaazat hawa kare … woh shama kya bhuje jise roshan khuda kare

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Religion & God
——-

Chuha sher ka mooch ke baal se khelne ka himmat tabhi karta hai … jab sher lohe ka zanjeer mein jakda hua ho

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Sar zameen-e-Hindustan, as-salaam alaykum … mera naam Badshah Khan hai … ishq mera mazhab, mohabbat mera imaan … mohabbat, jiske liye Farhad ne pahadon ka seena cheer kar dhood ka dariya baha diya … mohabbat, jiske liye Majnu ne seharaon ki khaakh chaani … ussi mohabbat ke liye Kabul ka yeh pathan sar zameen-e-Hindustan se mohabbat ka khair maangne aaya hai … aazmayish kadi hai, imtihan mushkil, lekin hausla buland … jeet hamesha mohabbat ka hua hai … sadiyon se yehi hota aaya hai, yehi hoga … khuda gawah hai!

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jin musafiron ki manzilein alag alag ho jaye … woh saath saath nahi chala karte

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Taqdeerein badalne ke liye … ek lamha bhi kaafi hota hai

by Vikram Gokhale
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Waqt aur kismat badalne mein derr nahi lagti

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Time, Luck & Destiny, Drama
——-

Dil ke zakhm, dawao se nahi bharte

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Khuda Gawah (genre: Drama, Romance) from 1992, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *