Famous Dialogues from Movie – Yeh Aag Kab Bujhegi (1991)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Yeh Aag Kab Bujhegi released in year 1991

Gawahi na kisi ke haq mein hoti hai na kisi ke khilaaf … gawahi toh gawahi hoti hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jis shaadi ka aadhaar prem na ho, maan samaan na ho … woh shaadi shaadi nahi … balki hamari sanskriti ka apmaan hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding
——-

Betiyan baap ki pagdi mein lipti hoti hai … pagdi utar jaye toh woh nangi ho jaati hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Parents, Women
——-

Jab koi ladki jala di jaati hai us waqt mera mann karta hai ki … is samaaj ko purane akhbaar ki tarah raddi ki tokri mein daal doon

categorised in World & Universe
and also in Drama, Women
——-

Beti toh baap ki jhuki hui gardan ka ek aur naam hai

categorised in World & Universe
and also in Parents

In case there are some dialogues missed from the movie Yeh Aag Kab Bujhegi (genre: Drama) from 1991, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *