Famous Dialogues from Movie – Saudagar (1991)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Saudagar released in year 1991

Hum tumhe maarenge, aur zaroor maarenge … lekin woh bandook bhi hamari hogi, goli bhi hamari hogi aur waqt bhi hamara hoga

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action, Time
——-

Khaash ke tumne hum mein aawaaz di hoti … toh hum maut ki neend se uthkar chale aate

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Yeh Thakur Rajeshwar Singh, itihaas batata nahi … itihaas likhta hai … itihaas banata hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jab Rajeshwar dosti nibhata hai, toh afsaane likhe jaate hai … aur jab dushmani karta hai, toh tarikh ban jaati hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Enemy, Drama
——-

Sher ko saanp aur bichoo kaata nahin karte … door hi door se rhengte hue nikal jaate hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Haq hamesha sar jhukake nahi … sar uthake maanga jaata hai

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Taqat par tameez ki lagaam zaroori hai … lekin itni nahi ki buzdili ban jaye

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Dosti rishton se nahi … dil se pehda hoti hai

by Vivek Mushran
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Drama
——-

Rajeshwar zameen par rehkar bhi … aasmaan mein udhta hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Agar prem ka anth hinsa karti hai … toh hinsa ka vinash bhi sirf prem hi kar sakta hai

categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Barood phatkar dharti ko cheer sakti hai … lekin talaab mein khilne waala phool toh khilta hi hai

by Vivek Mushran
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Drama
——-

Hum kab aate hain aur kab jaate hain … yeh toh taqdeer banane waale ko bhi malum nahi

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Drama
——-

Agar yeh kinaare hamari mohabbat ki Ganga ko rokne ki koshish karenge … toh phir yeh Ganga bhi bhaad bankar in kinaaro ko todh degi

by Vivek Mushran
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Taqat ke samne mohabbat ke paigambar apni haar maan sakte hai … mohabbat karne waale nahi

by Vivek Mushran
categorised in World & Universe
and also in Romance, Defeat & Failure
——-

Seeti toh woh saaz hai joh insaan ke dil se nikalti hai … aur saason ki taaron se bajhti hai

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Music

In case there are some dialogues missed from the movie Saudagar (genre: Romance, Drama) from 1991, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *