Famous Dialogues from Movie – Narsimha (1991)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Narsimha released in year 1991

Eent aur patthar jawab dene ke liye nahi hote … ghar banane ke liye hote hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in House, Drama
——-

Kuch raaston par sirf akele hi jaya ja sakta hai … sirf akele

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Haveliyon ke farmaan ab kanoon nahi hote … Hindustan azaad ho chuka hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Hum mein apni hifazat ke liye … khareede hue gunday rakhne ki aadat nahi hai

by Dimple Kapadia
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Joh ilzaam kisi ki zindagi tabah kar sakte hai … woh ilzaam sirf saboot ke saath hi lagane chahiye

by Urmila Matondkar
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Jab taqat andhi ho jati hai … toh woh taqat nahi vaishat ban jati hai

by Dimple Kapadia
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mujhe koi nahi maar sakta … na aage se, na peeche se, na daayen se, na baayen se … na aadmi, na janwar, na astra, na shastra

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Action, Rowdyism
——-

Bhatka hua insaan, aag ki bhatki hui lapton jaisa hota hai … inka koi rukh, koi disha nahi hoti

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Main jab bhi karta hoon, insaaf hi karta hoon

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mera farmaan aaj bhi iss shehar ka kanoon hai

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, City & Places
——-

Mujhe padna aata hai … joh shabhdon mein likha hai woh bhi … joh shabhdon mein nahi likha hai woh bhi

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Joh janta ko pair ki jooti samajhta hai … woh ek din zaroor janta ke joote khata hai

categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Comedy
——-

Arre kahan shaitan ke ghar mein Satyanarayan ki puja rakhne ki baat kar raha hai yeh

categorised in World & Universe
and also in Comedy, Religion & God
——-

Har jooti yeh soochti hai ki woh pagdi ban sakti hai … magar jooti ki kismat hai ki usse pairon tale raunda jaye … aur pagdi ka haq hai ki usse sar par rakha jaye

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Luck & Destiny, Drama
——-

Aadmi koi patthar nahi hai ki ek baar jaisa ban gaya, zindagi bhar waisa hi bana rahega

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Life

In case there are some dialogues missed from the movie Narsimha (genre: Action) from 1991, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *