Famous Dialogues from Movie – Indrajeet (1991)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Indrajeet released in year 1991

Aurat chahe maa ho, behen ho ya beti ho … uske bhagya mein rona hi likha hai … woh chahe bhagwan ko bhi janam de … uske naseeb mein aasoon hi aasoon hai

by Jaya Prada
categorised in World & Universe
and also in Women, Luck & Destiny, Sadness
——-

Vishvas ek bahut hi nazuk sheesha hota hai … ek baar toot jaye toh dobara judta nahi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Apradh agar pataal ke andheron mein bhi chup jaye … toh bhi sazaa peecha karte hue wahan pahunch jaati hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Crime
——-

Zulm aur atyachar se tum mere shareer ko khatam kar sakte ho … lekin insaaf aur nyay ke liye pukarti hui meri aatma ki awaaz nahi daba sakte

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Police ki naukri karne ke liye jigar ispat ka aur badan faulad ka banana padta hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Police, Courage
——-

Aayenda kabhi aaisi harkat ki … toh bina khaal ke gadhe ki tarah saare sansar mein ghoomte hue nazar aaoge

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Rowdyism

In case there are some dialogues missed from the movie Indrajeet (genre: Action, Drama) from 1991, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *