Famous Dialogues from Movie – Hum (1991)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Hum released in year 1991

Mohabbat ko samajhna hai toh pyare khud mohabbat kar … kinare se kabhi andaaz-e-toofan nahi hota

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Weather
——-

Jis tarah zameen par pair rakhe bagair insaan chal nahi sakta … us hi tarah mujrim kanoon se bhaag sakta hai, lekin bach nahi sakta

by Rajinikanth
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Law & Order, Drama
——-

Is duniya mein do tarah ka keeda hota hai … ek woh joh kachre se uthta hai … aur doosra woh joh paap ki gandhgi se uthta hai … kachre waala keeda insaan ko beemar kar deta hai … magar paap ki gandhgi ka keeda saare samaaj ko beemar kar deta hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Kya ishq ka khoon kisi sahukar ke paan ki pichkari hai … kya tumhari zindagi zindagi, hamari zindagi bimari hai … tumhara khoon khoon, hamara khoon pani hai … tumhara naam naam, hamara naam gaali hai … tum karo zulm toh woh sarkari hai … aur hum kare fariyad toh woh gaddari hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life, Drama
——-

Hosh mein aa zaalim gareeb jaagne waala hai … tayaar raho bhaiyo ab yeh khujane waala hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Aaisi maut marenge … ki ek baar maut ko bhi paseena aa jayega

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action, Death
——-

Yahan gaddari ki sazaa sirf maut hoti hai … maut

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Yeh khoon bhi saali badi ajeeb cheez hai … apne nikle toh dard hota hai … lekin doosre ke nikle toh mazaa aata hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Kachre ke keede ko maarne ke liye Flit bazaar mein milta hai … magar paap ke keede ko maarne waala Flit saala bana hi nahi hai aaj tak

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Insaan ke bheetar se shaitan janam leta hai … wafaadar ke khoon se baaghi pehda hota hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Makkari ki mitti se janam lene waale gaddari ke paude

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Flowers & Trees
——-

Baghavat mein teen kisam ke log hote hai … pehla taqat ke zor pe zulm karne waala atyachari … doosra us atyachari ke khilaf awaaz uthane waala krantikari … aur teesra in dono ki situation ka fayda uthane waala mere jaisa vyapari

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Business, Drama
——-

Shanti shanti … do minute shanti … uske baad kranti

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Mohabbat mitt nahi sakti zamaane ke sataane se … ke suraj bhuj nahi sakta paani mein dubaane se

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Inspiration
——-

Hum taaliyan sun sakte hai … magar gaaliyan nahi sun sakte hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Bachpan ki buri aadatein aur buri baatein insaan ko bura bana deti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum nahi teer aur talwar se marne waale … katal karna hai toh ek tirchi nazar kafi hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Badalo hat jao dedo raah jaane ke liye … ke Laila aa rahi hai Majnu se ishq farmaane ke liye

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy, Romance
——-

Ungliyaan kaant dene se haath nahi kat jaata

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Ladki ki khoobsurati shareer ko dhakne mein hai … shareer ki numaish karne mein nahi hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Women
——-

Saale buzdili ki gaud mein pale geedad ki sauteli aulad

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Apne mooh ki kamaan se shabdon ke tootte huye teer mat choda kar

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Hum (genre: Action, Drama) from 1991, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *