Famous Dialogues from Movie – Ajooba (1991)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ajooba released in year 1991

Sukh aur dukh dono uparwaale ki den hai … is liye sukh ki tarah dukh ko bhi apnana seekho

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Happiness, Sadness
——-

Apne zulm ki takat par itna naaj na karna … kyun ki tumhari napak hasti ko nestonabud karne waala paida ho chuka hai

by Saeed Jaffrey
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hamare Hind mein auraton ko izzat ki nazaron se dekha jaata hai … hawas aur besharmi se nahi

by Dimple Kapadia
categorised in World & Universe
and also in Women
——-

Jako rakhe saiyan, maar sake na koi … baal na baka kar sake, joh jag bairi hoye

by Dara Singh
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Religion & God, World & Universe
——-

Isse toh aaise zakhm do joh kabhi na bhare … aur yeh zindagi bhar apni hi laash ko apne kandhon par uthaye tadpata rahe

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Action, Life
——-

Main fauladi shaitan ki madad se sultan toh kya … sari duniya par fateh hasil kar sakta hoon … shaitan zindabad, shaitan zindabad

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Royal, Horror
——-

Husn ka deewana hoon … kabhi bhawara, kabhi bulbul, kabhi parwana hoon

by Rishi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Animals & Birds
——-

Husn ibaadat hai meri, ishq mazhab hai mera … hoon toh insaan magar, bhes hai parwane ka

by Rishi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Uparwaala kisi ko sazaa dene ke liye khud chalkar neeche nahi aata … ussike kehane se koi insaan zulm aur sitam ka muqabla karne ke liye uthta hai … aur aaj main zulm ko khatam karke hi rahoonga

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Main Hind ki sherni hoon … mera ek panja uth gaya toh tera ye haath tere dhad se alag ho jayega

by Dimple Kapadia
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Aainda kisi gareeb par haath uthane ki koshish ki … toh tumhare haathon ko bhik mangne ke kabil bhi nahi chhodunga

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Tum angoor ke woh guchhe ho jinse sharab nichodi ja chuki hai … aur Ruksana ek paka hua anaar hai jiska ek ek dana hum choos choos kar khayenge

categorised in World & Universe
and also in Adult, Food & Drinks
——-

Mamta ki koi zaban nahi hoti … naa hi pyar ki koi tasveer hoti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Ajooba (genre: Fantasy, Adventure) from 1991, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *