Famous Dialogues from Movie – Deewana Mujh Sa Nahin (1990)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Deewana Mujh Sa Nahin released in year 1990

Khamoshi mein joh baat kahi jaati hai … usse samajhne ke liye ek dard bhara dil chahiye

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Woh meri zindagi hai, meri aatma hai … woh meri hai bilkul ussi tarah jis tarah is seene mein dhadakta hua dil mera hai … is seene mein chalti hui saans meri hai … in ragon mein daudta hua khoon mera hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Samajh samajhke samajh ko samajho … samajh samajhna bhi ek samajh hai … samajh samajhke na joh samajhe meri samajh mein woh nasamajh hai … teri samajh hi samajh nahi hai, samajh parayi ko bhi toh samajho … samajh parayi ko joh na samajhe … meri samajh mein woh nasamajh hai

by Satyendra Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Poem
——-

Chai ki chah hai kuch aur nahi hai … ek cup agar mil jaye parvah nahi hai

by Satyendra Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks
——-

Badna daam ka poocho na tum aaj ke is zamane mein … subah joh thi char aane mein, shyam mein hai woh barah aane mein

by Satyendra Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Money
——-

Paise mein kya rakha hai, baat karo tum prem pyar ki … paise ki keemat sasti hai, mehengi dosti yaar ki

by Satyendra Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Money, Friendship
——-

Kal se bekal hoon kisi kal mujhe kal nahi aati … kal joh aa jaati mujhe kal toh bekal aati

by Satyendra Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Yun toh bhuj chuka hai tumhare husn ka hookah … aare ek hum hai joh gudh-gudhaye jaate hai

by Satyendra Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Na maal tera, na maal mera … yeh maal hai bas maal-e-ganimat … badhe buzurgon ne sach kaha hai … maang mat, maang mat, maang mat

by Satyendra Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Money, Shayari
——-

Apni toh khair man gayi jab aap aayi thi yahan … dhoonda kiye khud hi ho, jaane kahan kahan

by Satyendra Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari

In case there are some dialogues missed from the movie Deewana Mujh Sa Nahin (genre: Romance) from 1990, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *