Famous Dialogues from Movie – Baaghi: A Rebel for Love (1990)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Baaghi: A Rebel for Love released in year 1990

Agar pyar karna bagawat hai, kisi ko sahara dena bagawat hai … toh main aapke khilaf, aapke kanoon ke khilaf, aapke samaaj ke khilaf bagawat karta hoon … main bhaagi hoon … haan main bhaagi hoon

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Law & Order
——-

Agar yeh hi hai aapki duniya toh nahi chahiye mujhe aapki duniya … nahi chahiye mujhe woh duniya jis mein ek ladki ke saare haq cheene jaye … beti hone ka, behen hone ka, biwi hone ka … ek zinda insaan ko ek bejaan cheez ki tarah bazar mein rakha jaye … uska mol lagaya jaye, usse khareeda jaye, usse becha jaye … aur phir kaha jaye ki yahi duniya ka dastoor hai … nahi chahiye mujhe aapki duniya

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Women, Drama
——-

Apun ke dhande ke andhar rishta nahi … fayda soocha jaata hai

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Yeh duniya bahut badi aur lambi hai … magar Dhanraj ke haath usse kahin zyada bade aur lambe hai

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Action, World & Universe

In case there are some dialogues missed from the movie Baaghi: A Rebel for Love (genre: Action, Romance) from 1990, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *