Famous Dialogues from Movie – Awwal Number (1990)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Awwal Number released in year 1990

Baalebaazon ki jagah gulli danda khelne waale bhi bharti karle apne team mein … toh bhi farak nahi padega jaani

by Aditya Pancholi
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games
——-

Har great player ke peeche ek greater player hota hai

by Dev Anand
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games
——-

Ek hi sixer se century nahi banti hai … baar baar lagane padte hai

by Aditya Pancholi
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games
——-

Jis tarah se inhe undo par unde mil rahe hai … hamari team ko omelette banakar khana chahiye

categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Sports & Games, Comedy
——-

Zameer aur discipline ke binah par kiya gaya faisla kabhi galat nahi hota

by Dev Anand
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Har kranti, har inquilab mutthi bhar logon se shuru hota hai … aur dekhte hi dekhte hazaron lakhon mein aasman ki oonchai tak phail jaata hai

categorised in World & Universe
and also in Inspiration

In case there are some dialogues missed from the movie Awwal Number (genre: Action) from 1990, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *