Famous Dialogues from Movie – Aag Ka Gola (1990)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aag Ka Gola released in year 1990

Imaandari ka toofan baad par aayi nadi ke paani ki tarah phail jaata hai … aur baimaani ki fasal ka naam aur nishaan mitta deta hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Mohabbat karne waala door ho jaye … toh nafrat se hi mohabbat karni padti hai

by Archana Puran Singh
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Sharafat aur imaandari ka certificate yeh duniya sirf unhe deti hai … jinke paas daulat hoti hai

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Money
——-

Taqdeer jiska mazaak banade … uska sabhi mazaak udhate hai

by Dimple Kapadia
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Jhoote saboot kitne bhi mazboot ho … jhoote hi hote hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Drama
——-

Kanoon jazbaat ki nahi sabooton ki zabaan sunta hai

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Drama
——-

Jhoot ki deewarein imaandari ki thokar par ret ka dher ban jayengi

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating, Drama
——-

Suraj paschim se nikal sakta hai … chandni aag barsa sakti hai … lekin tujh jaisa mujrim kabhi nahi sudhar sakta

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, World & Universe
——-

Purana kaam chhodne se purani dushmani nahi choot jaati

by Sharat Saxena
categorised in World & Universe
and also in Enemy

In case there are some dialogues missed from the movie Aag Ka Gola (genre: Action) from 1990, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *