Famous Dialogues from Movie – Main Azaad Hoon (1989)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Main Azaad Hoon released in year 1989

Election mein gareebo se vaade aur ameero se saude kiye jaate hai

by Manohar Singh
categorised in World & Universe
and also in Politics, Drama
——-

Raat ke sannate mein jab kisi bhooke bachche ke rone ki awaaz aati hai … toh raat bahut kaali lagti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Itne baazu itne sar, ginle dushman dhyan se … harega woh har baazi, jab khelein hum jee jaan se

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Poem, Inspiration, War & Battle
——-

Yeh woh zamanaa hai ki tum aahista se sach bologe, toh koi nahi manega … aur zor se jhoot bologe, toh sab maan lenge

by Manohar Singh
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating, Drama
——-

Tum is samaaj ke liye sivah maut aur andhere ke kuch nahi ho

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Death
——-

Jism ki maut insaan ki maut nahi hoti

by Shabana Azmi
categorised in World & Universe
and also in Death, Inspiration
——-

Aadha sach jhoot se bhi zyada khatarnak hota hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Main Azaad Hoon (genre: ) from 1989, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *