Famous Dialogues from Movie – Mahaadev (1989)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mahaadev released in year 1989

Tere is haramipan ki aaisi sazaa doonga … ki cheel kauve bhi teri laash ko nahi nochenge

categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Animals & Birds
——-

In sarmayedaron ne kanoon ki haisiyat us andhe bikhari ki tarah bana di hai … jisse apna pet bharne ke liye saboot ki rotiyan chahiye … phir kyun na woh paap ke aate se bani ho aur gunaah ki bhatti mein pakki ho

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Crime, Food & Drinks
——-

Tum sabne milkar apni maa ka dhoodh utna nahi peeya hoga … jitna is kameez par mera khoon baha hai … ab tumhare khoon mein maa ka doodh raha nahi … is liye tumhe chatti ka doodh yaad dilane chala aaya hoon

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Action, Food & Drinks
——-

Woh log jinke kandhon par insaaf aur kanoon ki imaaratein khadi hai … unke apne hi pair paap ke dal-dal mein dhasse hue hai

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Law & Order

In case there are some dialogues missed from the movie Mahaadev (genre: ) from 1989, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *