Famous Dialogues from Movie – Love Love Love (1989)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Love Love Love released in year 1989

Kal uske jism ki har haddi toot chuki hogi

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Katal karna hamara dhanda hai … aur yeh kaam bhi hum muft nahi karte

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Action, Business
——-

Usse yeh kaho ki un raasto par chalna chhod de … jahan par hamari hone waali bahu chalti hai

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Khwab aur hakikat mein jab bhi jung hoti hai … khwab haar jaata hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Drama
——-

Hum uski woh beizzati karenge, woh beizzati karenge … ki saale ki aane waali saath nasale beizzat pehda hongi

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Meri aadat hai, main jis cheez ko ek baar pasand karta hoon … usse yah toh paa leta hoon … yah usse is layak nahi chhodta ki woh kisi aur ke layak rahe

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Drama
——-

Gussa ek bahut badi daulat hoti hai … usse bhi sooch samajhkar karch karna chahiye

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Abhi toh tamasha hoga … bahut bada tamasha hoga

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Aayenda uske aas paas bhi dhikai diya … toh itni zor se maroonga ki thook bhi nahi ugal sakega

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Is duniya mein sharifon ki bahumat hai … lekin yeh sharif kuch hi gundon se sar jhukaye darr darr ke jeete hai

by Dalip Tahil
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Life, World & Universe

In case there are some dialogues missed from the movie Love Love Love (genre: ) from 1989, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *