Famous Dialogues from Movie – Joshilaay (1989)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Joshilaay released in year 1989

Aadmi ko khel wahi khelna chahiye … joh achchi tarah khelna aata ho

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games
——-

Main jaanta tha tumhari aankhon mein mera intezar hai, tumhare dil mein mera pyar hai … magar yeh zalim zamana hum dono ke beech deewar hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Jaise daane daane pe khane waale ka naam likha hota hai na … vaise hi goli goli pe bhi khane waale ka naam likha hota hai

by Satish Kaushik
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Action
——-

Agar tumne ek kadam bhi aur badaya … toh aaj ke baad tum apne pairon se nahi chal sakoge

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Mujhe meri talwar do aur meri dhaal do … aur iska mooh kala karke isse yahan se nikaal do

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Pagal premi ko yaad karna teri bhool hogi … uske aane ki umeed phisool hogi

by Rajesh Puri
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Samjhao isse pyar koi paap nahi hai … jallad hai kambhakt, yeh mera baap nahi hai

by Sridevi
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Parents

In case there are some dialogues missed from the movie Joshilaay (genre: ) from 1989, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *