Famous Dialogues from Movie – Jaisi Karni Waisi Bharni (1989)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jaisi Karni Waisi Bharni released in year 1989

Haraam ki daulat insaan ko shuru shuru mein sukh zaroor dilati hai … magar baad mein le jaakar ek aaise dukh ke sagar mein dhakel deti hai … jahan marte dum tak sukh ka kinara kabhi nazar nahi aata hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Sadness, Drama
——-

Agar insaan dukh se dosti karle … toh phir zindagi mein kabhi usko sukh ki tamanna hi nahi rahegi

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Happiness, Life
——-

Sukh toh bewafaa tawaif ki tarah hai … joh aaj iske pass, kal uske pass

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Drama
——-

Insaan ki zindagi ek aaine ki tarah hoti hai … farak itna hai ki aam aaine mein hum joh harkat karte hai uski tasveer us hi waqt nazar aa jaati hai … magar zindagi woh aaina hai ki aaj kiya hue harkat ki tasveer barso baad nazar aati hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Inspiration, Drama
——-

Jahan paisa roti ki hadh se badh gaya … wahin insaan baimaani ke daldal mein gadh gaya

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Money, Food & Drinks, Drama
——-

In duniya mein jis insaan ke paas har sawaal ka jawab nahi hota hai … kabhi kabhi uski apni zindagi sawaal ban jaya karti hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Yeh zindagi ek khet ki tarah hai jahan insaan … kisan ki tarah paap aur punya ke beejh bohta hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Jaane do isse … is waqt yeh khudgarzi ke ghode pe savar, barbaadi ke toofan mein udhta hua chala ja raha hai … aur aaise sawar ko waqt ke thappad aur zamaane ki thokar ke sivah koi nahin rok sakta hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Time
——-

Tumhari umar mere tajurbe se bahut kam hai … tumne utni Diwaliyan nahi dekhi hai jitni maine tum jaise bikne waalon ki barbaadiyan dekhi hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Festival
——-

Aaj kal ke yug mein har cheez ke daam bhad gaye hai … magar aadmi ki nazar mein insaaniyat ke daam ghat gaye hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hasso mat … aaj se tumhare rone ke din shuru ho gaye hai

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Aulad ki judai ka dard … maut ke dard se bhi zyada hota hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Parents, Death, Drama
——-

Shabdon ke teer maar maarkar mujhe aur zakhmi mat kar

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Humse takrane waale ka ek hi anjaam hota hai … jisse Hindi mein maut aur angrezi mein death kehte hain

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Action, Death
——-

Bahut oonchi boli bolta hai tu … magar aaj main tujhe itna ooncha pahuncha doonga ki hamesha ke liye bolti bandh kar doonga

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Mujhe hisaab kitaab karna bahut achchi tarah se aata hai

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Main toh aapse dur rehna chahta hoon … magar yeh kambhakt haath uchal uchal ke, uchal uchal ke … tumse chipak jaata hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Aapne joh samjhaya meri samajh mein kuch nahi aaya … kyun ki aapki joh samajh hai na meri samajh ki samajh se bahar hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Jaisi Karni Waisi Bharni (genre: ) from 1989, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *