Famous Dialogues from Movie – Billoo Badshah (1989)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Billoo Badshah released in year 1989

Yeh baatein bekaar ki nahin … intezaar ki hain, ikraar ki hain, methe methe pyar ki hain

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Bhagwan ne aapko daulat toh zaroorat se zyada di hai … magar dil dene mein thodi si kanjhoosi kar gaya

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Drama, Money, Religion & God
——-

Tumhe insaanon se nahin … paison se pyar hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Insaan apne vyavhaar, apne charitra, apni zubaan aur apne dil se amir hota hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Victory & Success
——-

Raat toh gayi, magar baat nahin gayi

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Yeh unnees reel ki film hai … aage aage dekho hota hai kya

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kaale brahman pe haath uthake … tune shani ki mahadasha ko bulaya hai

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Action, Drama, Luck & Destiny
——-

Bhaag kar kahan jaaogi? … darwaza dono taraf se bandh hai

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tere gande shareer se … teri paapi aatma ko mukt kar doonga

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Inki zindagi ke lifaafe par … upar jaane ka tickut toh lagai dena

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Insaan ko insaan ka hi kaam karna chahiye … bhagwan ka nahi

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Sone chandi ke bartano mein khana khane waala amir nahi hota hai … aircondition caron mein ghoomne waala amir nahi hota hai … aaise sangemarmar ke bunglay mein rehne waala amir nahi hota hai … besaharon ko sahara dena waala amir hota hai … rote hue ko hasane waala amir hota hai … marne waala nahin, bachane waala amir hota hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Transportation, House
——-

Daulat aapke is ghar ke nizaam ko zaroor badal sakti hai … lekin vidhi ke vidhan ko nahi badal sakti

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Money, House, Luck & Destiny
——-

Aaj ke baad main tujhe kahin bhi, kabhi bhi, kissi bhi waqt maar daloonga

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Action, Time

In case there are some dialogues missed from the movie Billoo Badshah (genre: ) from 1989, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *