Famous Dialogues from Movie – Sone Pe Suhaaga (1988)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Sone Pe Suhaaga released in year 1988

Pehle khoon ke baad aadmi kanoon se darta hai … lekin do-char khoon karne ke baad kanoon aadmi se darta hai

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Joh kam bolte hai, woh aksar khatarnak hote hai … is liye chalak aadmi ko khamosh dushman se hamesha hoshiyar rehna chahiye

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Enemy
——-

Baazuon ki taqat toh uparwale ki den hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Bhagwan ke prem aur vishvas ka ek hi saboot hai duniya mein … joh maa ke dil mein mamta bankar palta rehta hai

by Nutan Behl
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Aasoon gareeb ki dil ki tijori se nikalne waale keemti moti hote hai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Izzat toh daulat walon ki hoti hai … bhikhariyon ki toh izzat ko bhi duniya nafrat ki nazar se dekhti hai

by Shubha Khote
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Naam lene se umar lambi nahi hoti … umar lambi hoti hai mehnat se, mushaqat se

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Har insaan apne karmon se pehchana jaata hai … apne baap ke karmon se nahi

by Sridevi
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Sone Pe Suhaaga (genre: Action, Family) from 1988, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *