Famous Dialogues from Movie – Mulzim (1988)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mulzim released in year 1988

Duniya mein ooncha naam kamane waale waqt se pehle apne iraade zahir nahi karte

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Time
——-

Ek achcha insaan banane ke liye aadmi ko puri zindagi bhi kam padti hai … aur bura insaan banane ke liye sirf ek lamha kaafi hai

by Hema Malini
categorised in World & Universe
and also in Drama, Life, Time
——-

Hukumat karne waale ke haath se taqat aur aurat ke haath se jab mard nikal jaata hai … toh woh dono zyada der tak chup nahi reh sakte

by Ghanshyam Rohera
categorised in World & Universe
and also in Women, Men
——-

Zehar ko amrit banaya jaa sakta hai … lekin aaise insaan ko dus janam tak insaaniyat ka sabak sikhane ke bawajood … insaan nahi banaya jaa sakta

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Duniya mein jis insaan ka zameer zinda hai … woh maut bardasht kar lega lekin apni beizzati aur apmaan nahi

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Drama, Death
——-

Ladki hai ya naram naram double roti … isko dekhte hi mohabbat ke pet mein bhook lag jaati hai

by Asrani
categorised in World & Universe
and also in Women, Food & Drinks, Comedy
——-

Kanoon saboot ki nazaron se dekhta hai … aur gawah ki zubaan ko samajhta hai aur sunta hai

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Jiske dil mein aag lagi hoti hai … uski insaaniyat bhi ussi aag mein jalkar khaak ho jaati hai

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Mulzim (genre: ) from 1988, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *