Famous Dialogues from Movie – Mahaveera (1988)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mahaveera released in year 1988

Bahut kam baha khoon zameeno ki khatir … katte sar hazaron haseeno ki khatir

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Women
——-

Kisi ka maara hua shikaar khana mera usool nahi … aur maal ko baantkar lena mera pesha nahi

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Farz ki ibaadat aur usool ke maqaam par pahunchne ke liye … bahut kuch peeche chhod dena padta hai … taki farz ke raaste mein koi jazba rukavat na pehda kar sake

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Job & Career
——-

Main tujhe apne nange haathon se maaronga aur woh anjaam doonga … ki marne se pehle tera dil phat jayega … aankhen pathrane se pehle bahar nikal aayengi … cheekte cheekte tere halak ki awaaz sookh jayegi

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Main aandhi hoon joh ek hi saans mein hawa ka rukh badal deti hai … yehi aandhi tumhe tinke ki tarah udhake maut ke ghat tak pahuncha degi … aur woh ghat itna sookha hoga ki marte waqt joh tum pani maangoge … toh tumhe pani ki boond bhi naseeb nahi hogi

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Weather, Death

In case there are some dialogues missed from the movie Mahaveera (genre: Action) from 1988, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *