Famous Dialogues from Movie – Khatron Ke Khiladi (1988)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Khatron Ke Khiladi released in year 1988

Koi shayar, koi pagal, koi bepeer ban jaye … teri tasveer joh dekhe woh khud tasveer ban jaye

by Madhuri Dixit
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Aurat aur zevar dono ka sangam is duniya ki sabse badi sundarta hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Women
——-

Bhagwan ki adalat ka faisla insaan ko pata nahi chalta … is liye woh gunah pe gunah kiye jaata hai … aur insaan ki adalat kabhi kabhi faisla karne mein dokha kha jaati hai … is liye maine banayi hai teesri adalat joh tum jaise hathyaron ko sazaa degi … saza-e-maut

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Law & Order, Death

In case there are some dialogues missed from the movie Khatron Ke Khiladi (genre: Action, Comedy, Crime, Drama) from 1988, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *