Famous Dialogues from Movie – Jeete Hain Shaan Se (1988)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jeete Hain Shaan Se released in year 1988

Rishte sirf teen hote hai … ek roti ka bhook se, doosra dosti ka dushmani se aur teesra zindagi ka maut se

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Friendship, Life
——-

Aaisa dimak bankar khaonga ki kab tootta, kab bhikra aur kab tabah hua … teri parchaiyon ko bhi pata nahi chalega

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Animals & Birds
——-

Jaise sher ki aankhon mein dekhkar uska shikaar apni jagah se hil nahi sakta … waise hi mere dushman meri izaazat ke bagair kahin nahi jaa sakta

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Enemy
——-

First hand samajh mein aata hai, second hand samajh mein aata hai, third hand tak samajh mein aata hai … lekin yeh aaisa hand hai jiska saala koi ‘The End’ hi nahi hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Apun ki parchai maut ka pehghaam lati hai … apun ki awaaz jung ka elaan karti hai … aur apun ki maujoodgi sare bazar dushman ko nanga karti hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Death, War & Battle, Enemy

In case there are some dialogues missed from the movie Jeete Hain Shaan Se (genre: Action) from 1988, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *