Famous Dialogues from Movie – Sadak Chhap (1987)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Sadak Chhap released in year 1987

Aadmi ke do haath toh hote hai magar neta banane ke baad … ek haath ekdum lamba aur ek haath ekdum chota ho jaata hai … woh lambe haath se vote kheenchta hai aur chote haath se note deta hai

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Politics, Money
——-

Aapke aasoon mera dard ban jayenge … aur aapki takleefien meri pareshaniyan kehlayengi

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Drama
——-

Haath chhodke baat kar varna yamdoot ke hawale kar doonga

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Death, Religion & God
——-

Main un netaon mein se nahi hoon joh vote lene ke liye note baantte hai … aur vote mil jaane ke baad noton mein ulajh jaate hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Politics, Money
——-

Aadmi jisko joh samajhta hai woh woh nahi hota … aur joh hota hai woh nazar nahi aata … aur joh nazar aata hai woh usse kuch alag hi hota hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Barson imaandari ka dhong karte rehte ho … aur mauka milte hi aaisi baimaani karte ho ki shaitan bhi sharma jaye

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating

In case there are some dialogues missed from the movie Sadak Chhap (genre: Crime, Drama) from 1987, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *