Famous Dialogues from Movie – Pratighaat (1987)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Pratighaat released in year 1987

Manushya ke jeevan mein sangeet ka staan asadharan hai

by Subbiraj
categorised in World & Universe
and also in Music, Life
——-

Shaadi ke mandap mein pallu se ghaant baandhane waala pati nahi hota … balki patni ki zindagi ki guthiyan suljhane waala pati hota hai … pavitra agni ke gird phere lene waala pati nahi hota … balki patni ke jeevan ko har aag se bachane waala pati hota hai

by Subbiraj
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Marriage & Wedding, Drama
——-

Ek aurat apne pati ki gareebi mein khush reh sakti hai … uske aeb seh sakti hai … lekin uski kayarta nahi seh sakti

categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Happiness, Drama
——-

Jis desh ko hamare buzurgon ne apne pranon ki aahuti dekar azaad karaya … ussi desh mein in kayaron ki fauj pal rahi hai

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Unke dekhe se joh aati hai chehre pe raunak … woh samajhte hai beemar ka haal achcha hai

categorised in World & Universe
and also in Shayari

In case there are some dialogues missed from the movie Pratighaat (genre: Drama) from 1987, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *