Famous Dialogues from Movie – Hifazat (1987)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Hifazat released in year 1987

Bacha apni maa ki maar khake bada hota hai … lekin apni maa ko maarne waala bacha tabah hota hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Parents
——-

Jis aulaad ke saath maa ka aashirwad aur baap ki dua ho … woh haathon se nahi laaton se bhi kaam chala sakte hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Parents
——-

Chhoton ko badhon ke samne cigarette nahi peeni chahiye … aur taqatvar ko kamzor pe zulm nahi karna chahiye … is liye agar koi cigarette peeye toh usse bhuja do … aur koi zulm kare toh usse mitta do

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Khoon bahana bahut aasaan hai … lekin khoon ko bachana bahut mushkil hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Hifazat (genre: Drama, Family) from 1987, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *