Famous Dialogues from Movie – Karma (1986)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Karma released in year 1986

Jab jab is desh mein tum jaisa rakshas aayega … mitaake rakh dega usse is desh ka yeh tiranga

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Tumhari zindagi mere haath mein hai … aur tumhari maut bhi

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Life, Death
——-

Sher ko apne bachon ki hifasat ke liye shikari kutton ki zaroorat nahi hai

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Kaam karoge toh roti milegi … nahi karoge toh goli milegi

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Action
——-

Mulk ka har sipahi jaanta hai ki, uske jism par woh khaki vardi … joh uska maan hai … woh vardi uska kafan bhi ban sakti hai

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Drama
——-

Do harami ek jaisa kaise sooch lete hain?

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Adult
——-

Ekdum bundal, bakwaas aur badtameez chokri ho

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy
——-

Tum toh jungle ke junglee janwar ki junglee chokri lagti ho

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Aashiq se bada sust janwar maine aaj tak zindagi mein nahi dekha

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Insaan jab andhaa ho jaata hai … toh usko raat aur din ke farak mein tameez nahi rehti

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Karma (genre: Action, Drama) from 1986, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *