Famous Dialogues from Movie – Ankush (1986)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ankush released in year 1986

Aaj kal toh do hi logon ko kaam milta hai … joh bahut neeche hai, mazdoori karte hai … ya toh bahut oonche hai … is jaise beech waale logon ka haal toh beech waalon jaisa ho gaya hai … taali bajao aur paisa maango

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, Money, Comedy
——-

Woh nahi koi aur sahi … koi aur nahi koi aur sahi

categorised in World & Universe
and also in Comedy, Romance
——-

Shraddha sirf bhagwan par rakhi ja sakti hai, yeh tumse kisne kaha bete? … woh toh apne mann ki bhavna hai … shraddha toh apni maa, baap, desh, apne log, apna kaam, kisi par bhi rakhi ja sakti hai … yeh wohi shraddha hai joh har insaan ko burre kaam karne se rokti hai … achche kaam karvane par majboor karti hai … jis din yeh shraddha nasht hui mann se … hum janwaron se zyada kuch nahi rahenge

categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Parents, Religion & God
——-

Maike se aaja biwi, teri yaad mein ho gayi TB … main kheer samajhkar kha loonga, teri jooti bhi teri gaali bhi

categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Shayari, Comedy
——-

Asli sazaa toh woh hoti hai … joh gunahgar zindagi bhar bhugatta rahe

categorised in World & Universe
and also in Drama, Life

In case there are some dialogues missed from the movie Ankush (genre: Drama) from 1986, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *