Famous Dialogues from Movie – Mard (1985)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mard released in year 1985

Meri zindagi aur maut par toh hukumat kar sakte hai aap … lekin mere dil par nahi

by Amrita Singh
categorised in World & Universe
and also in Life, Death, Romance
——-

Upar waala bhookha jagata zaroor hai … lekin bhookha sulata nahi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Aap logon ke dilon ko toh chukar dekh liya … ab pairon ko bhi chu lene dijiye

by Amrita Singh
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Peeth par maara hai … ab seene par khaoge

by Dara Singh
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Main ghulam mulk mein pehda zaroor hua hoon … lekin mere dil ne ghulami na kabhi kubool ki hai aur na kabhi karega

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mard ko dard nahi hota

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Men, Action
——-

Dahej dimak hoti hai … ghar mein basne se pehle hi ghar ko khokla kar deti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in House, Animals & Birds, Drama
——-

Jiske seene mein doosro ke liye dard hota hai … asal mein wahi mard hota hai

categorised in World & Universe
and also in Men, Drama
——-

Hamare liye toh har maa apni maa hoti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Koyle ki dalaali mein haath kaale ho jate hai … magar kaala dhanda karne waalon ke toh mooh bhi kaale ho jate hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Business
——-

Yeh namak … namak haraamo ke zakhmo ko jalata hoga … namak halaalo ke nahi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aaj pehli baar pata chala ki … sabhi goron ka dil kaala nahi hota

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Zakhmi dil chain nahi paate … jala karte hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mere sar par jab tak mere maa baap ka aashirwad hai … lohe ki talwar toh kya … aasman se girne waali bijliyan bhi mera kuch nahi bighad sakti

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Parents, Action
——-

Naukar kitna hi bada kyun na ho jaye … uska sar … maalik ke jooton se upar nahi uth sakta

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Mard (genre: ) from 1985, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *