Famous Dialogues from Movie – Mawaali (1983)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mawaali released in year 1983

Daulat waalon se kabhi dil lagana nahi chahiye … woh kapde aur gadiyon ki tarah dil bhi badalte rehte hai

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Transportation
——-

Mujhse baimaani mat karna main bahut pahuncha hua aadmi hoon … baimaani mein shaitan ko tuition deta hoon

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Comedy
——-

Maa bhi bhagwan ne duniya mein ek nirali hi cheez banayi hai … janam dene se lekar bete ki aakhri saans tak, har gadhi yeh hi kehti hai … ‘jug jug jiyo beta, jug jug jiyo’

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Aapke chehre ko dekhne ke baad aate hue idea vapas chale jaate hai

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jeevan ek sapna hai, duniya ek maya hai … yeh main nahi kehta hoon, yeh vedon ne bataya hai

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Life, Dreams, World & Universe
——-

Gaadi mein bithao driver ban jaonga … peeche bithao cleaner ban jaonga … gaadi bighade toh usse dhakka lagaonga … aur tumhe koi chhede toh uska khoon pee jaonga

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Comedy
——-

Jis tarah vidhata ka likha taqdeer koi nahi badal sakta … us hi tarah suhagan ka mangalsutra bhi koi nahi todh sakta

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Religion & God, Women

In case there are some dialogues missed from the movie Mawaali (genre: Drama) from 1983, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *