Famous Dialogues from Movie – Himmatwala (1983)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Himmatwala released in year 1983

Tumhari yeh baat sunkar mera dil Hyderabad ki tarah aabad ho gaya

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Comedy, Happiness
——-

Ladki toh pehda hi hoti hai zulm sehne ke liye

by Waheeda Rehman
categorised in World & Universe
and also in Women
——-

Aaj jahan fan latak raha hai … kal wahan meri laash latak rahi hogi

by Sridevi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ek bakri hokar tune sher ki jabde mein haath daala hai

by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Main tumhe Kashmir se baghakar, Jammu mein girakar, Delhi mein uthakar, Bhopal mein ghumakar, Madras mein nachakar, Kanyakumari mein thokar maarkar … Lanka ke samundar mein phek doonga

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Comedy
——-

Ek toh waise teri shakal kharab hai, upar se royega aur manhus lagega

by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Maalik, aapke charno ki lagi hui dhool ko mera namaskar

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Mere raaste mein aane ki koshish mat karna, kadam kadam pe barood biccha hua hai … chithre udh jayenge tumhare … koi pehchaan nahi payega ke tumhare tudke hai ya ret ke zarre

by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Noton ki seedi par chadkar aakash ko choone ki koshish mat karna, warna gir jaoge … itni chotein lagegi, ki agla janam lene ke baad bhi shareer zakhmi hoga

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Drama, Money, Life
——-

Hum unlogo mein se nahin hai, joh saanp ka sar kuchalkar usse maar dalte hai … hum unlogo mein se hai, joh saanp ka sar pakad lete hai aur uske baad uske zehrile daanton ko nikaalkar … usse nachate hai aur paisa kamate hai

by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Money, Drama
——-

Tumhare paas na sharm hai na sharmane waala dil hai

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tum insaan nahin balki ek chalti phirti tijori ho … tumhare seene mein dil ki jagah noton ka bundle rakha hua hai

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Drama, Money
——-

Kabhi kabhi toh lagta hai bhagwan bhi dhanwanon ki tarah gareebon ka saath nahi deta

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Drama, Sadness, Religion & God
——-

Yeh coat aur pant kya pehen liya, apne aap ko Rajkot samajh behte? … humse uljhoge toh hum tumhe Pathankot bana denge yaad rakhna

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, City & Places, Comedy
——-

Bachche tumne sirf shehar ke college mein padai ki degree li hai … maine yeh duniya ke college mein tajurbe ki padai haasil ki hai

by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Education, World & Universe, Drama
——-

Thu thu thu … sharafat ki vardiyon mein kaise kaise baimaanon ne shareer apne chupa rakhe hai

by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Lies & Cheating, Truth & Honesty
——-

Bhagwan sab kuch maaf kar sakta hai … lekin ghamand maaf nahi kar sakta

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Yeh Dilli ki parliament nahin hai, hamari parliament hai … yahan wahi aadmi bolega, jise hum sawaal poochenge

by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Government, City & Places
——-

Joh koi hamare kanoon ke khilaaf bagavat karne ki koshish karta hai … toh hum usse bina phatak ki railway line par leta kar uski zindagi khatam kar dete hain

by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Action
——-

Ek insaan ko koi haq nahi ki doosre insaan ko sazaa de … yeh ishwar ka kaam hai

by Satyendra Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama, Inspiration, Religion & God
——-

Maine jitni bhi taleem haasil ki, jitni bhi kitabein padhi hai … un kitabon ki likhayi meri maa ki mehnat ke pasine se likhi hui hai

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Education, Parents, Drama
——-

Joh hamari baat nahi maanta … main usse singh maarke Singapore bana deta hoon

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, City & Places

In case there are some dialogues missed from the movie Himmatwala (genre: Drama) from 1983, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *