Famous Dialogues from Movie – Dard-E-Dil (1983)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dard-E-Dil released in year 1983

Woh chalti toh zameen par hai … lekin uske kadmo ke nishaan hamare dil par padte hai

by Ranjeet
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Tum khud ek aaisi churi ho … jiski dhaar par katne waala kat bhi jaye par uff na kare

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Ek hum hai joh dushman ke khoon se mohabbat karte hai … aur ek tum ho joh apne hi khoon ke dushman ban gaye ho

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama
——-

Khuda ke bhi ajeeb khel hai … kahi bichadkar mil jaate hai, kahi milkar bichad jaate hai

by Shashikala
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Tumhe toh woh takleefen deke maaronga … jinke bare mein tumne na kabhi kitaabon mein padha hoga … na kahaniyon mein suna hoga

by Subbiraj
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Jin takleefon se log marte hai un takleefon ne hum mein paala hai … humne maa ki godh mein nahi, chaku ki nok par parvarish payi hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ghodi aur jawan ladki ki lagaam zara kaske rakhni chahiye

by Ranjeet
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Drama
——-

Hamare khoon ka katra katra aapke namak ka ehsaanmand hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum mein bhi aa padha hai doston se kaam kuch yaani … hamare doston ke bewafaa hone ka waqt aaya

by Ranjeet
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Shayari
——-

Jaise ki rahi bina rasta suna, sindoor bina maang suni, aur pyar bina jeevan suna hota hai … vaise hi seeshay ke bina khidki suni hoti hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Life
——-

Tumhari zindagi chaku ke dhaar se khelti hai … aur tumhare pankh gundagardi ke dal-dal mein dhasse hai … jitna nikalne ki koshish karoge, utna hi dhasste jaoge

by Shashikala
categorised in World & Universe
and also in Life, Crime, Drama
——-

Husn ka raaz zamane se chupaye rakhiye … dil mein jalta hua ek shola dabaye rakhiye

by Ranjeet
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Bade gaur se sun raha tha zamana … tum hi so gaye dastan kehte kehte

by Ranjeet
categorised in World & Universe
and also in Shayari, World & Universe

In case there are some dialogues missed from the movie Dard-E-Dil (genre: Action) from 1983, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *