Famous Dialogues from Movie – Coolie (1983)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Coolie released in year 1983

Tere haath mein maut ka samaan hai toh … mere seene pe khuda ka naam hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Action
——-

Mazdoor ka paseena sookhne se pehle, uski mazdoori mil jani chahiye janaab

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Money
——-

Jiske seene mein dil nahi usse dil ki bemaari kaise ho sakti hai?

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Koi mai ka laal kisi ko do waqt ki roti nahi dila sakta … kyun ki roti dilane waala woh malik hai … jisne har insaan ko do haath diye hai aur kaha hai ki … cheer de zameen ka seena aur nikaal le apne hisse ki roti

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Food & Drinks, Drama
——-

Ameeron ne toh joh kuch bhi banaya hai woh rishvat ya rishvat ke balbute par banaya hai … koi dus rupaiya mein vote khareed leta hai … sau rupaiya mein koi apni arzi pass karva leta hai … hazar rupaiya dekar koi apna imteham pass kar leta hai … lakhon rupaiya dekar yeh log apna tender pass karva lete hai … arre main toh kehta hoon sabse pehle in rishvatkhoron ko fail karo … tab ja karke yeh mulk pass hoga

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Money, Inspiration, Patriotism

In case there are some dialogues missed from the movie Coolie (genre: Action) from 1983, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *