Famous Dialogues from Movie – Vidhaata (1982)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Vidhaata released in year 1982

Kagazaat par dastakhat main hamesha apne kalam se karta hoon

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tum mujhe naukar hone se kya retire karoge … main khud tumhe malik hone se retire karta hoon

by Sanjeev Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Bada aadmi agar banna ho … toh choti harkatein mat karna

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bina maqsad fight nahi karna … aur agar maqsad mil jaye toh peeche nahi hatna

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Action, Inspiration
——-

Nahi chahiye yeh imaarate … jinke banane mein pani ki jagah gareebo ka paseena mila ho

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum ladta nahi, ladwata hai … hum karta nahi, karwata hai … hum maarta nahi, marwata hai

by Jagdeep
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action
——-

Mard log haath se ladte hai … chaku se nahi

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Men, Action
——-

Crime ki duniya mein ek baar entry lene ke baad … dobara ruksat hona namumkin hai

by Tom Alter
categorised in World & Universe
and also in Crime
——-

Agar zindagi mein bada banna hai toh ek baat yaad rakho dost … apni taqdeer ke vidhaata khud bano

by Shreeram Lagoo
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life, Luck & Destiny
——-

Naya naya hosh hai aur naya naya josh hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Agar main chor hoon toh mujhse chori karane waale tum ho … aur agar main mujrim hoon toh mujhse jurm karane waale bhi tum ho

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Crime, Drama
——-

Aap badhe nahin hue hain … amir hue hain, sirf amir … aapki tijori toh badhi ho gayi hai lekin aapka dil bahut hi chota ho gaya hai

by Sanjeev Kumar
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Log toh budhe hokar naukri se retire hote hain … lekin aap toh mujhe rishtey se retire kar rahen hain

by Sanjeev Kumar
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Vidhaata (genre: Drama) from 1982, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *