Famous Dialogues from Movie – Shakti (1982)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Shakti released in year 1982

Mere baap ne do shaadiyan ki hai, do … ek meri maa ke saath … aur ek apni naukri ke saath

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Job & Career
——-

Joh log sachchai ki tarafdari ki kasam khate hain … zindagi unke bade kathin imtihaan leti hai

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Life, Drama
——-

Hamare desh mein … kaam dhoondna bhi ek kaam hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, Comedy
——-

Aaj se main apna kanoon khud banaonga

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Is gali mein aaj tak koi policewala nahi aaya … tum aa gaye ho … toh vapas nahi jaoge

categorised in World & Universe
and also in Police, Action
——-

Mujhe toh sirf apne aap se hi darr lagta hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Sharaab khareedne waale rupaiye toh mere paas bahut hai … haan dawa khareedne waale rupaiye mere paas nahi hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Money, Food & Drinks
——-

Main woh badnaseeb beta hoon … ki jis dawa ko cho loonga, woh meri maa ke liye zehar ban jayegi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Shakti (genre: Drama) from 1982, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *