Famous Dialogues from Movie – Naseeb (1981)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Naseeb released in year 1981

Kapde badalne se aadmi ki asliyat nahi badal jaati

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Drama
——-

Aap ek achche aadmi hai … aur ek achche aadmi ke haath mein sharaab ki bottal achchi nahi lagti

by Hema Malini
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Waqt se pehle aur naseeb ke baad koi cheez agar tere pass dene ko ho … toh mujhe de dena

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Time, Luck & Destiny, Drama
——-

Hum apne dhande mein jis kisike saath taluk rakhte hai … uski agli, pichli, sari zindagi ka hisaab kitaab apni kitaab mein rakh lete hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Business, Life, Drama
——-

Zindagi insaan ko laati hai, maut le jaati hai … yeh sharaab beech mein kahan aati hai

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life, Death
——-

Jiske sar pe tujh jaise dost ki dosti ka saaya ho … uske liye bankar aayi maut, uske dushmano ki maut ban jaati hai

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Death, Enemy
——-

Apne desh mein ladkiyan kapde utaarkar nahi … balki pehenkar khoobsurat lagti hai

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Women

In case there are some dialogues missed from the movie Naseeb (genre: Action, Comedy, Romance) from 1981, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *