Famous Dialogues from Movie – Laawaris (1981)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Laawaris released in year 1981

Aulad na ho dukh hota hai … aulad ho aur marr jaye bahut dukh hota hai … lekin aulad ho aur nalayak, toh bardaash nahi hota

by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aaj ya toh insaaf hoga … ya mamla saaf hoga

by Jeevan
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Comedy
——-

Apne kiye ki sazaa toh har insaan ko bhugatni padti hai … lekin apna jurm kubool karne se, uski sazaa jhelna aasaan ho jaati hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Inspiration
——-

Apun jiske darwaze pe paon rakhta hai na … uske aakha department ka darwaza band ho jaata hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Hum toh un logon mein se hai joh is duniya mein sirf shareer lekar pehda huye hai … hamari na toh taqdeer likhi jaati hai … na hi aasman mein hamare muqaddar ke sitare hote hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Apun kutte ki woh dum hai joh barah baras nalli mein daalke rakho … nalli tedhi ho jayegi … apun seedha nahi hoga

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Kabhi kabhi insaan apne paap ka ek chota sa paudha chhodkar bhaag jaata hai … lekin kismat us paudhe ko ek pedh banakar uske samne khada kar deti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Flowers & Trees, Drama
——-

Shareer par kodhe barsane se aatma ko koi farak nahi padta

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Laawaris (genre: ) from 1981, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *