Famous Dialogues from Movie – Krodhi (1981)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Krodhi released in year 1981

Bhagya ki rekhayein haathon mein nahi hoti … insaan ke karamon mein hoti hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Inspiration
——-

Aurat ko apna maan, bhakt ko uska bhagwan, gareeb ko uski aan aur amir ko uski shaan … bahut pyari hoti hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Drama, Women, Religion & God
——-

Duniya mein aaisa mujrim koi pehda nahi hua … jiska anth kanoon ne na likha ho

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Law & Order
——-

Samajhte ho ki sab samajhta hoon … isse badhkar insaan ki nasamajhi aur kya ho sakti hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Jinke haath na ho woh aatma se aashirwad dete hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bhagwan kuch bhi nahi ek insaan hai joh mahaan hai … bhakti kuch bhi nahi ek shakti hai … karam kuch bhi nahi ek kartavya hai … prem kuch bhi nahi ek anand hai … yeh anand agar tumhe prapt karna hai toh tumhe usse, mujhse, har ek se prem karna hoga

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Inspiration
——-

Hum police waale jis din yeh vardi pehen lete hai na … us hi din se police waalon aur maut ka rishta kuch aas paas ka hi ho jaata hai

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Police, Death

In case there are some dialogues missed from the movie Krodhi (genre: ) from 1981, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *