Famous Dialogues from Movie – Thodisi Bewafaii (1980)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Thodisi Bewafaii released in year 1980

Agar bhoolne se rishtey naate toot sakte hai … toh is duniya mein na pyar hota, na nafrat hoti aur na dard hota

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Pati ke ghar ka dukh bhi maikay ke sukh se meetha hota hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in House, Sadness, Happiness
——-

Begam tum hi toh mere Tansen ka tambura ho na … joh har waqt mere dil mein bajta rehta hai

by Deven Verma
categorised in World & Universe
and also in Music, Romance, Comedy
——-

Patni ka ghamand hota hai uska pati … aur tum us ghamand ko kayam rakhane ke liye pati ki khushi mein apni khushi talash karna … issi mein ek sukhi pariwar ki zamanat chupi hui hai

by Shreeram Lagoo
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Husband & Wife, Family
——-

Main jis raaste se tumhari taraf aane ki koshish karta hoon … tum us raaste ko mitta dena chahti ho … tumhara yeh bartav sari duniya se kaatkar tumhe alag kar dega, bilkul alag … na koi tumhari taraf aayega, aur na hi kal tum meri taraf aaneka raasta pehchaan sakogi

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Azaadi utni hi achchi hai, jitni ki patang udhane ke liye hawa … zyada hawa se patang ki dor toot jaati hai aur woh hichkole khate hue kahin ghum ho jaati hai

by Shreeram Lagoo
categorised in World & Universe
and also in Drama, Weather
——-

Woh pyar hi kya joh faulaadi dil mein band ghut-ghutkar mar jaye … pyar ko izhaar chahiye

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Pehle jab tum baat karti thi tumhari zubaan se shahad tapkata tha … aur aaj tumhari zubaan ka shahad tumhari behen ki makkhiyon ne choos liya hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Kisi ke sar par tel ki handi phoote … magar kisi ki kismat na phoote

categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Comedy
——-

Ab toh mere liye waqt tehar gaya hai re, zindagi tehar gayi hai … ab toh sirf saans ke tehar jaane ka intezar hai

by Shreeram Lagoo
categorised in World & Universe
and also in Time, Life, Drama
——-

Pati par shak karna bhagwan par shak karne ke samaan hai

categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Drama
——-

Patthar ka daag mitt jaata hai … lekin dil par laga hua daag nahi mitta

by Shreeram Lagoo
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Thodisi Bewafaii (genre: Drama, Family) from 1980, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *