Famous Dialogues from Movie – Naya Daur (1978)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Naya Daur released in year 1978

Jab hamari dharti par raat utarti hai toh paap jaag uthta hai … insaan shaitan ka roop dharan kar leta hai … aur lagta hai shayad subah kabhi na ho

by Rishi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Horror
——-

Zindagi ki university mein aaj tumhara pehla imtihan hai … agar pass ho gaye toh degree ki jagah maal hi maal hai … aur agar fail ho gaye toh inaam mein police ki goliyan ya jail

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Life, Money, Police
——-

Kisi aadmi ki aukaat janane ke liye … uske jooton par hi ek nazar dalna kaafi hai

by Madan Puri
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes
——-

Tumne is waqt aaise aadmi ka haath pakad rakha hai … jiske apne haathon mein sivah lakeeron aur kuch bhi nahi

by Rishi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny

In case there are some dialogues missed from the movie Naya Daur (genre: ) from 1978, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *