Famous Dialogues from Movie – Muqaddar Ka Sikander (1978)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Muqaddar Ka Sikander released in year 1978

Zindagi mein log mohabbat ke sahare jeete hai … main aapki nafrat ke sahare jeeonga

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life
——-

Zinda hai woh log joh maut se takrate hai … murdon se bhattar hai woh log joh maut se gabrate hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Death, Inspiration
——-

Sukh toh bewafa hai … chand dino ke liye aata hai aur chala jaata hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Happiness
——-

Izzat woh daulat hai … joh ek baar chali gayi toh phir kabhi haasil nahi ki ja sakti

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Zindagi ka agar sahi lufz uthana hai na … toh maut se khelo

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Death
——-

Agar nazarein khoobsurat ho … toh har cheez khoobsurat lagti hai

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Pyar mein woh gehrai hai … jiske samne samundar bhi qatra malum hota hai … pyar karne waalon ka dil itna bada hota hai … ki sari kainath bhi uske samne zharra malum hoti hai

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Romance, World & Universe
——-

Taqdeer hi ki baat hai … kuch logon ko umeed nahi hoti aur unhe khoya hua pyar mil jaata hai … kuch log umeed lagaye behte hote hai aur unhe pyar milne se pehle hi kho jaata hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Romance
——-

Na maut aati hai, na tum aati ho … par Zohra Bai tum bahut achcha gaati ho

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Death, Comedy
——-

Talwar ki ladai talwar se, pyar ki ladai pyar se, aur bekaar ki ladai sarkar se

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, Government, Comedy
——-

Aaisa diya aashirwad, ki teri chokri ka ghar ho gaya aabaad … aur tera sadaa ke liye barbaad

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in House, Comedy
——-

Abhi aaye, abhi behte, abhi daaman sambhala hai … tumhari jaun jaun ne hamara dum nikala hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Makaan ooncha banane se … insaan ooncha thodi ho jaata hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in House, Drama
——-

Insaan joh nahi hai wohi dikhane ka dhong karta hai … joh shareef nahi hai woh sharafat ka dhong karta hai … buzdil bahadur hone ka dhong karta hai … dil mein lalach hota hai aur zabaan se mohabbat ka dhong karta hai … aur kabhi dil mein mohabbat hoti hai toh zabaan se anjaanepan ka dhong karta hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Drama, Truth & Honesty, Courage
——-

Insaan ki mitti mein dhong mila hua hai … mitti ko dhong ke pani se hi ghoondkar, maalik ne insaan banaya hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aaj unke kadam is taraf kya aaye … lagta hai fiza mein bahaar aa gayi

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Romance, Weather
——-

Tawaif ki zindagi kothe pe shuru hoti hai … aur kabristan mein khatam hoti hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Muqaddar Ka Sikander (genre: Drama) from 1978, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *